Nik :- Tumhara Hi Intezar Tha
She :- Aur Ab?
Nik :- Ab Bhi Hain
She :- Matlab?
Nik :- Matlab........ Tumhara Intezar, Tumhare Aane ke Baad Bhi Mere Sath Rehta Hain
She :- Usko Bolo Ab Chala Jaaye Main Yahi Hoon
Nik :- To Tum Ab Kabhi Nahi Jaogi?
She :- Kabhi To Jaana Hi Hoga
Nik :- To Fir Mujhe Har Baar Yahi Kehna Hoga
She :- Kya?
Nik :- Tumhara Hi Intezar Tha ♥️
#gulab #karanrandhawa #dil #shayari #haryana #bahadurgarh #intezar #gulabjamun #viral #songs #punjabi_tadka #punjabisongs #9xtashan #pitara #gaana #spotify #insta #into1 #no1 #ontop #viralinstagram #tattoo #skull #huetrap #huetrapclothing #huetraponlinestore #myntrainsider #myntrafwd #myntra
4/22/2024, 1:06:01 PM